Page Status - Month Of September 2011
|
|
Aadi | Date: Saturday, 09.10.2011, 11:45 PM | Message # 46 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| Shaam Se Hi Bujha Sa Rehta Hai.. Dil Hua Hai Charagh Muflis Ka...!!
[ Poet : Meer Taqi Meer ]
|
|
| |
Aadi | Date: Saturday, 09.10.2011, 11:45 PM | Message # 47 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| Pair Ko Deemak Lag Jaye Ya Adam Zaad Ko Gham Dono He Ko "Amjad" Hum Ne Bachty Dekha Kam..!!
[ Poet : Amjad Islam Amjad ]
|
|
| |
Aadi | Date: Saturday, 09.10.2011, 11:45 PM | Message # 48 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| Dekh Kar Un Ki Ankhriyon Ko Addam Maikadon Ko Hayaien Ati Hain !!
[ Poet : Abdul Hameed Addam ]
|
|
| |
Aadi | Date: Saturday, 09.10.2011, 11:46 PM | Message # 49 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| Din Ke Dhalte Hi Ujar Jati Hain Aankhein Meri Jis Tarha Shaam Ko Bazaar Kisi Gaoon Main !!
|
|
| |
Aadi | Date: Saturday, 09.10.2011, 11:46 PM | Message # 50 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| [ Khuwaish -- Amjad Islam Amjad ] Darya Mein Qatray Ki Soorat....!! Ghumm Ho Jaon..!! Apnay Aap Say Bahar Nikloon..!! "Tum" Hoo Jaon...!!!
|
|
| |
Aadi | Date: Saturday, 09.10.2011, 11:46 PM | Message # 51 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| Tumhare Hath Lage Hain To Jo Karo So Karo .. Wagarna Tumse To Hum Sou Ghulaam Rakhte Hain !!
|
|
| |
Aadi | Date: Saturday, 09.10.2011, 11:46 PM | Message # 52 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| Baaham Salook Tha, Toh Uthate They Narm - Garm.. Kaahe Ko 'Meer' Koi Dabe, Jab Bigar Gayi .. ??
[ Poet : Meer Taqi Meer ]
|
|
| |
Aadi | Date: Saturday, 09.10.2011, 11:46 PM | Message # 53 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| Buhut Mushkil Sahi Halaat Lakin .. Tumhe Apna Banana Chata Hun..!!
[ Poet : Aamir Bin Ali ]
|
|
| |
Aadi | Date: Saturday, 09.10.2011, 11:46 PM | Message # 54 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| Aye Addam Ehtiyat Logon Se .. Log Munkir Nakeer Hote Hain..!
[ Poet : Abdul Hameed Addam ]
|
|
| |
Aadi | Date: Saturday, 09.10.2011, 11:47 PM | Message # 55 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| Uss Sarapa e Wafa Ki Furqat Mein.. Khwahish-e-Ghair Kyun Satati Hai..!
[ Poet : Jaun Elia ]
|
|
| |
Aadi | Date: Saturday, 09.10.2011, 11:47 PM | Message # 56 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| Yun Akele Mein Use Ehd E Wafa Yaad Aaey Jaise Bnday Ko Museebat Mein Khuda Yaad Aaey
... Jaise Bhatke Huey Panhi Ko Nasheman Apna, Jaise Apnon K Bicharne Pe Dua Yaad Aaey
Jaise Dhalti Hui Shaamon Ko Sawera Koi, Jaise Pinjre Mein Parinde Ko Fiza Yaad Aaey
Jaise Boorhe Ko Khyalat Mein Bacchpan Apna, Jaise Bacche Ko Shararat Pe Saza Yaad Aaey
Jaise Ujri Hui Basti Ko Zamana Apna, Jaise Toofan K Theharne Pe Diya Yaad Aaey. Yun Akele Mein Usy Ehd E Wafa Yaad Aaey
|
|
| |
Aadi | Date: Saturday, 09.10.2011, 11:47 PM | Message # 57 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| Kaash Is Khwab Ko Tabeer Ki Mohlat Na Miley Shoule Ugte Nazar Aye Mujeh Gulzar K Bech !!
[ Poet : Mohsin Naqvi ]
|
|
| |
Aadi | Date: Saturday, 09.10.2011, 11:47 PM | Message # 58 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| Kia Tujhe Hijr Ne Nidhal Kia ?? Tere Pahle Se Khad o Khaal Nahi !!
|
|
| |
Aadi | Date: Saturday, 09.10.2011, 11:47 PM | Message # 59 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| Muskura Kar Khitaab Karte Ho Aadatein Kyon Khrab Karte Ho !!
[ Poet : Abdul Hameed Addam ]
|
|
| |
Aadi | Date: Saturday, 09.10.2011, 11:47 PM | Message # 60 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| Sau Khulus Baaton Main Sab Karam Khayalon Main.. Bas Zara Wafa Kam Hai Tere Shehar Walon Main..!!
[ Poet : Bashir Badr ]
|
|
| |