Page Status - Month Of February 2012
|
|
Aadi | Date: Sunday, 03.04.2012, 12:54 PM | Message # 46 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| Kuch To Majbooriya Rahi Hongi Yun Koi Bewafa Nahi Hota
Guftgoo Unse Roz Hoti Hai Muddaton Saamna Nahi Hota
Jee Bahut Chahta Hai Sach Bolein Kya Karein, Hausla Nahi Hota
Raat Ka Intezar Kaun Kare Aj Kal Din Mein Kya Nahi Hota
[ Poet : Bashir Badr ]
|
|
| |
Aadi | Date: Sunday, 03.04.2012, 12:54 PM | Message # 47 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| شاعر : بشیر بدر
کچھ تو مجبوریاں رہی ہونگی یوں کوئی بے وفا نہیں ہوتا
گفتگو ان سے روز ہوتی ہے مدتوں سامنا نہیں ہوتا
جی بہت چاہتا ہے سچ بولیں کیا کریں حوصلہ نہیں ہوتا
رات کا انتظار کون کرے آج کل دن میں کیا نہیں ہوتا
|
|
| |
Aadi | Date: Sunday, 03.04.2012, 12:54 PM | Message # 48 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| دل کی دھڑکن بھی بارہا مجھ کو اس کی آہٹ گمان پڑتی ہے شاعر : عبدلحمید عدم
Dil Ki Dharkan Bhi Barhaa Mujh Ko Us Ki Ahat Gumaan Parti Hai Poet : Abdul Hameed Addam
|
|
| |
Aadi | Date: Sunday, 03.04.2012, 12:54 PM | Message # 49 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| عدم تم کو کہا تھا نہ خدا سے سوچ کر لڑنا نہیں سوچا تو اب جاؤ خدا کو ڈھونڈھ کر لاؤ شاعر : عبدلحمید عدم
Addam Tum Ko Kaha Tha Na Khuda Se Soch Kar Larna Nahi Socha To Ab Jaao Khuda Ko Dhondh Kar Laao .. ! Poet : Abdul Hameed Addam
|
|
| |
Aadi | Date: Sunday, 03.04.2012, 12:54 PM | Message # 50 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| کسی کے بن ، کسی کی یاد کے بن جئیے جانے کی ہمت ہے ؟ نہیں تو شاعر : جون ایلیا
Kisi Ke Bin , Kisi Ki Yaad Ke Bin Jiyee Janay Ki Himat Hai ? Nahi To Poet : Jaun Elia
|
|
| |
Aadi | Date: Sunday, 03.04.2012, 12:55 PM | Message # 51 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| Be Dili Bhi Hamein Suhaag Lagay Haaye Is Zindagi Ko Aag Lagay
Hai Buht Kuch Mizaaj Par Moqouf Noha Mumkin Hai Tum Ko Raag Lagay
Is Tarah Jal Raha Hai Dil Jaisey Phool Ki Pankhari Ko Aag Lagay
Khatum Aisey Hua Hai Lutf Un Ka Jaisey Bottle Ke Sar Pe Kaag Lagay
Kitne Bad Zouq Hain Wo Log Addam Zulf E Khubaan Bhi Jin Ko Naag Lagay
Haaye Ye Zindagi Hamari Addam Jis Ko Rahat Miley Na Aag Lagay
[ Poet : Abdul Hameed Addam ]
|
|
| |
Aadi | Date: Sunday, 03.04.2012, 12:55 PM | Message # 52 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| شاعر : عبدلحمید عدم
بے دلی بھی ہمیں سہاگ لگے ہاے اس زندگی کو آگ لگے
ہے بہت کچھ مزاج پر موقوف نوحہ ممکن ہے تم کو راگ لگے
اس طرح جل رہا ہے دل جیسے پھول کی پنکھڑی کو آگ لگے
ختم ایسے ہوا ہے لطف ان کا جیسے بوتل کے سر پہ کاگ لگے
کتنے بد ذوق ہیں وہ لوگ عدم زلف خوباں بھی جن کو ناگ لگے
ہاے یہ زندگی ہماری عدم جس کو راحت ملے نہ آگ لگے
|
|
| |
Aadi | Date: Sunday, 03.04.2012, 12:55 PM | Message # 53 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| زندگی آ تجھے قاتل کے حوالے کر دوں مجھ سے اب خون تمنا نہیں دیکھا جاتا شاعر : شکیل بدایونی
Zindagi Aa Tujhe Qaatil Ke Hawaley Kardun Mujh Se Ab Khoon e Tamana Nahi Dekha Jata Poet : Shakeel Badayuni
|
|
| |
Aadi | Date: Sunday, 03.04.2012, 12:55 PM | Message # 54 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| Koi Bhi Waqt Ho Hans Kar Guzaar Leta Hun Khizaan Ke Daur Main Ahd e Bahaar Leta Hun Gulon Se Rang , Sitaron Se Roshni Le Kar Jamaal e Yaar Ka Naqsha Utaar Leta Hun [ Abdul Hameed Addam] ----------------------------------------------------------- Main Fasane Talaash Karta Hun Aap Unwaan Dhoondh Kar Laaein Aao Bada-Kashon Ki Basti Se Chund Insaan Dhoond Kar Laaein [ Abdul Hameed Addam ] ----------------------------------------------------------- Hashr Main Kon Gawahi Meri Dega Saaghir Sab Tumhare Hi Taraf-Dar Nazr Aate Hain [ Saaghir Siddiqi ] ---------------------------------------------------------- Aaj Roothey Huye Sajan Ko Buht Yaad Kia Apne Ujrey Huye Gulshan Ko Buht Yaad Kia Jab Kabhi Gardish e Taqdeer Ne Ghera Hai Hamein Gesuu e Yaar Ki Uljhan Ko Buht Yaad Kia [ Saaghir Siddiqi ] ----------------------------------------------------------
|
|
| |
Aadi | Date: Sunday, 03.04.2012, 12:55 PM | Message # 55 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| اپنے ماضی کے فسانے جو سناتا تم کو کیسے زندہ ہوں میں اب تک تمھیں حیرت ہوتی شاعر : اقبال عظیم
Apney Maazi Ke Fasaney Jo Sunata Tum Ko Kese Zinda Hun Main Ab Tak Tumhein Hairat Hoti Poet : Iqbaal Azeem
|
|
| |
Aadi | Date: Sunday, 03.04.2012, 12:56 PM | Message # 56 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| اڑ گئی یوں وفا زمانے سے کبھی گویا کسی میں تھی ہی نہیں شاعر : داغ دہلوی
Urr Gai Yun Wafa Zamaney Se Kabhi Goya Kisi Main Thi Hi Nahi Poet : Daagh Dehlvi
|
|
| |
Aadi | Date: Sunday, 03.04.2012, 12:56 PM | Message # 57 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| جس کو تم لا دوا بتاتے تھے تم ہی اس درد کی دوا ٹھہرے شاعر : آرزو لکھنوی
Jis Ko Tum La-Dawa Batate They Tum Hi Us Dard Ki Dawa Thehrey Poet : Aarzo Luckhnavi
|
|
| |
Aadi | Date: Sunday, 03.04.2012, 12:56 PM | Message # 58 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| Ye Aath(8) Pehron Shumaar Karna Ke Saath(7) Rangon Ke Is Nagr Main *Jeht Cheh(6) Hain Hawaas Khamsa(5) Chahaar(4) Mousam Zama'an Salasa(3) Jaha'an Do(2) Hain Khudaaye Waahid(1) Ye Teri Be-Ant Was'aton Ke Safr Pe Nikley Huye Musaafir Ajeeb Gintii Main Khoo Gaye Hain
[ * Jeht : Simt ]
|
|
| |
Aadi | Date: Sunday, 03.04.2012, 12:57 PM | Message # 59 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| کبھی کبھی تو بدن ٹوٹتا ہے یوں جیسے مَیں تھوڑی دیر میں مسمار ہونے والا ہوں شاعر : ضیاءالمصطفٰے تُرک
Kabhi Kabhi To Badan Toot'ta Hai Yun Jaise Main Thori Dair Main Masmaar Hone Wala Hun Poet : Zia ul Mustafa Turk
|
|
| |
Aadi | Date: Sunday, 03.04.2012, 12:57 PM | Message # 60 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| ہم کچھ ایسے تیرے دیدار میں کھو جاتے ہیں جیسے بچے بھرے بازار میں کھو جاتے ہیں شاعر : منوّر رانا
Hum Kuch Aisey Tere Deedar Main Kho Jate Hain Jaise Bache Bhare Bazar Main Kho Jate Hain Poet : Munawwar Rana
|
|
| |