Page Status - Month Of November 2011
|
|
Aadi | Date: Friday, 11.11.2011, 9:24 PM | Message # 1 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| Page Status
Month Of November 2011
|
|
| |
Aadi | Date: Friday, 11.11.2011, 9:24 PM | Message # 2 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| مے کے بارے میں عدم اتنی خبر ہے ہم کو چیز اچھی ہے طبیعت کی روانی کے لئے شاعر : عبدلحمید عدم
Mey Ke Barey Main Addam Itni Khaber Hai Hum Ko Cheez Achi Hai Tabiyat Ki Rawani Ke Liye Poet : Abdul Hameed Addam
|
|
| |
Aadi | Date: Friday, 11.11.2011, 9:25 PM | Message # 3 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| Jata Hun Bazm-e-Hashr Main Is Be-Dili Ke Saath Jaise Kisi Raqeeb Ke Ghar Ja Raha Hun Main ..
Dair o Haram Ki Gard Buhut Door Rah Gai Shayad Ke Mai-Kadey Ke Qareeb Araha Hun Main ... Mujh Sa Bhi Saada-Lau Koi Hoga Ay Addam ? Qasdan Kharab Hone Ko Phir Jaa Raha Hun Main !!
[ Poet : Abdul Hameed Addam ]
|
|
| |
Aadi | Date: Friday, 11.11.2011, 9:25 PM | Message # 4 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| مجھ کو پانا ہے تو پھر مجھ میں اتر کر دیکھو یوں کنارے سے سمندر نہیں دیکھا جاتا شاعر : رضی اختر
Mujh Ko Pana Hai To Phir Mujh Main Utar Kar Dekho Yun Kinare Se Samandar Nahi Dekha Jata Poet : Razi Akhter
|
|
| |
Aadi | Date: Friday, 11.11.2011, 9:25 PM | Message # 5 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| مے کدہ ہے یہاں سکون سے بیٹھ کوئی آفت ادھر نہیں آتی شاعر : عبدلحمید عدم
Maykada Hai Yahan Sakoon Say Baith Koi Aafat Idher Nahi Aati Poet : Abdul Hameed Addam
|
|
| |
Aadi | Date: Friday, 11.11.2011, 9:25 PM | Message # 6 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| سب اسی عشق کے کرشمے ہیں ورنہ کیا اے مجاز ہیں ہم لوگ شاعر : مجاز لکھنوی
Sab Isi Ishq Ke Karishmey Hain Warna Kia Aay Majaaz Hain Hum Log Poet : Majaaz Luckhnavi
|
|
| |
Aadi | Date: Friday, 11.11.2011, 9:25 PM | Message # 7 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| تیری قربت کے لمحے پھول جیسے مگر پھولوں کی عمریں مختصر ہیں شاعر : احمد فراز
Teri Qurbat Ke Lamhe Phool Jaise Magr Pholon Ki Umrien Mukhtasar Hain Poet : Ahmed Faraz
|
|
| |
Aadi | Date: Friday, 11.11.2011, 9:25 PM | Message # 8 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| Dil Pe Hairat Ne Ajab Rang Jama Rakha Hai Ek Uljhi Hui Tasweer Bana Rakha Hai
Kuch Samajh Mein Nahin Aata Ke Ye Chakr Kya Hai Khel Kya Tum Ne Azal Se Ye Racha Rakha Hai ... Rooh Ko Jism Ke Pinjray Ka Bana Kar Qaidi Uss Pe Phir Maut Ka Pehra Bhi Bitha Rakha Hai
Kar Ke Araaishein Konain Ki Barson Tum Ne Khatm Karne Ka Bhi Mansooba Bana Rakha Hai
Yeh Burai, Woh Bhalai, Yeh Jahanum, Woh Bahisht Iss Ulat Pher Mein Farmao To Kya Rakha Hai
Jurm Adam Ne Kiya, Aur Saza Beton Ko Adal-o-insaaf Ka Mayyar Bhi Kya Rakha Hai
De Ke Insaan Ko Duniya Mein Khalafat Apni Ek Tamasha Sa Zamanay Mein Bana Rakha Hai
Apni Pehchan Ki Khatir Hai Banaya Sab Ko Sab Ki Nazron Se Magar Khud Ko Chupa Rakha Hai
|
|
| |
Aadi | Date: Friday, 11.11.2011, 9:25 PM | Message # 9 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| فاصلے عمر کے کچھ اور بڑھا دیتی ہے جانے کیوں لوگ اسے پھر بھی دوا کہتے ہیں شاعر : سدرشن فاخر
Faasle Umr Ke Kuch Aur Barha Deti Hai Jaane Kyun Log Usey Phir Bhi Dawa Kahte Hain Poet : Sudarshan Fakhir
|
|
| |
Aadi | Date: Friday, 11.11.2011, 9:26 PM | Message # 10 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| تجھ کو خبر نہیں مگر اک سادہ لوح کو برباد کردیا ترے دو دن کے پیار نے شاعر : ساحر لدھیانوی
Tujh Ko Khabar Nahi Magr Ek Sada Loh Ko Barbaad Kardia Tere Do Din Ke Pyar Ne Poet : Sahir Ludhianvi
|
|
| |
Aadi | Date: Friday, 11.11.2011, 9:26 PM | Message # 11 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| اس شرط پہ چاہے کوئی لے لے میری آنکھیں دیکھے نہ حسینوں کے سوا اور کسی کو شاعر : انور مسعود
Is Shart Peh Chahey Koi Le Le Meri Aankhein Dekhe Na Haseenon Ke Siwa Aur Kisi Ko Poet : Anwar Masood
|
|
| |
Aadi | Date: Friday, 11.11.2011, 9:26 PM | Message # 12 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| ما نا کہ تیرا مجھ سے کوئی واسطہ نہیں ملنے کے بعد مجھ سے ذرا آئینہ بھی دیکھ شاعر : مرتضیٰ برلاس
Maana Keh Tera Mujh Se Koi Waasta Nahi Milne Ke Baad Mujh Se Zara Aaina Bhi Dekh Poet : Murtaza Barlaas
|
|
| |
Aadi | Date: Friday, 11.11.2011, 9:26 PM | Message # 13 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| آسان سمجھتے تھے کبھی رسم راہ عشق یہ جان کا اک روگ ہے اب جان رہے ہیں شاعر : توقیر زیدی
Aasaan Samjhte They Kabhi Rasm e Rah e Ishq Ye Jaan Ka Ik Rog Hai Ab Jaan Rahey Hain Poet : Tauqeer Zaidi
|
|
| |
Aadi | Date: Friday, 11.11.2011, 9:26 PM | Message # 14 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| غیروں کو کیا پڑی ہے کے رسوا کریں مجھے ان سازشوں میں ہاتھ کسی آشنا کا ہے شاعر : اسعد بدایونی
Ghairon Ko Kia Pari Hai Ke Ruswa Karein Mujhe In Sazishon Main Haath Kisi Aashna Ka Hai Poet : Asaad Badayuni
|
|
| |
Aadi | Date: Friday, 11.11.2011, 9:26 PM | Message # 15 |
Junior Addicted Member
Group: Administrators
Messages: 897
Status: Offline
| آتی ہے چاہتوں کی کہانی پہ اب ہنسی تم سے بچھڑ کے سوچ کے رخ بھی بدل گئے شاعر : جمشید مسرور
Aati Hai Chahaton Ki Kahani Pe Ab Hansi Tum Se Bichar Ke Soch Ke Rukh Bhi Badal Gaye Poet : Jamshaid Masror
|
|
| |